Creative wordsMy thoughts

Kyun..??

Share this:

 

Kyun…… ..?? ???

 

 

Kyun talaash hai mujhe aaj bhi teri . Kyun hai shamil duaon me tu meri…

 

Kyun haq tujhpe main ab bhi jatata hun
Kyun sab khwaab apne tujse sajata hun…

 

Kyun hai mujhe intejaar tera har raah par
Kyun hun bechain mai teri har aah par..

 

Na jan saka kabhi main in sawaalon k jawaab
Or humare darmiyan bas ab ye ‘kyun’ hi baaki hai….

 

By : Divya

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *